ek baat hoti h jo ham duniya me sikhate h aur ek baat hoti h jo hamko koi nahi sikhata h, balki hamko maloom h. jab bacha paida hota h to usko rona kaun sikhata h ? kuch aisi cheez hai- hansna kisne sikhaya ? muskurana kisne sikhaya? shanti ki jarurat kisne sikhaya ? ye shari chije hamko sikh ni nahi padi.
No comments:
Post a Comment